watch sexy videos at nza-vids!

Mere Sarkaar-07
by
Rehan Kausar

-=(S.D)=-
HUZOOR S.A.W. NE FARMAYA:
GUNAAH HO JAANE KE BAAD ACHCCHA KAAM KAR LIYA KARO, YE (ACHCHHAI) US GUNAAH KO MITA DEGI.
(TIRMIZI : 1987)
-=(S.D)=-

:- MUHAMMAD Sallallahu Alahiwasallam ne Farmaya, Behtareen log woh hain, jab un ko gussa aaye to Bardaasht kar lein. (TABRANI) Hadees No.5955
-=(S.D)=-
RASOOLULLAH Sallallahu-Alaihi wa-sallam ne farmaya:
"Amal niyyat hi se sahih hote hai,
Aur har Aadmi ko wahi milega jo niyyat karega".
{S. Bukhari 1/54
-=(S.D)=-
RASOL (S) NE FARMAYA :

(MAFHUM):

ALLAH TA'ALA
SE MUHABBAT KARO
KYUNKE
WOH TUMHEIN
NEMATEIN ATAA
KARTA HAI.

(TIRMIZI : 3789)
-=(S.D)=-
Hadis:NABI(saw) nefarmaya:"Tum Me Se Koi MOMIN Nahi Ho sakta Jab Tak K Apne Bhai K Liye Wahi Na Chahe,Jo Apne Liye Chahata Hai". (Bukhari,Muslim}
-=(S.D)=-
ALLAH Tumhaari suraton aur Maal wa Daulat ko nahi dekhta, woh Tumhaare Aamaal(KAAM) aur Dil ko dekhta hai.(MUSLIM) Hadees No.6542
-=(S.D)=-
Jo koi Rashi ya bhaviswani Batane wale ke paas jae aur use kuch poche aur uspe yakin kare
Toh uski Ibadat 40 Dino tak Kabul Nahi Hogi
-Muslim
-=(S.D)=-
RASOOLULLAH SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM NE FARMAAYA:
BESHAK ALLAH TA'ALA NARMI KARNE WAALE HAIN AUR NARMI KO PASAND KARTE HAIN.
(ABU DAWOOD : 4807)
-=(S.D)=-
Hadees.
RASOOLULLAH(S.A.W) NE FARMAYA.
"AMAL NIYAT HI SE SAHI H0TE HAEn,
AUR HAR AADMI KO WAHI MILEGA JO NIYAT KAREGA.
bahawala>BUKHARI 1/54
-=(S.D)=-
HASBUN ALLAH WA NIYAMAL VAKIL
--
"ALLAH TA'ALA" Bande Ki Tauba Qubool Farmata Hai Jabtak Ke Uski Ruh Gale Taq Na Pahoch Jaye:
>Tirmizi
-=(S.D)=-
jis k yahan BETIYAN ya BEHNEIN hon aur woh unke saath Achchha suluk kare aur unke Huquq ada kare to uske liye jannat hai.(TIRMIZI) Hadees.1916
-=(S.D)=-
Behtreen Roze Ramadaan ke bad ALLAH ka mahina Muharram mein hain aur behtreen namaz farz namazo ke bad tahajud ki hain.
Muslim,1163
-=(S.D)=-
Hum Muhammad S.A.W.W Ko 500,00,000 Darod Pak Ka Gift Daine Ja Rahe hain Sirf 1bar DROOD parh k sirf apne 5 frndz ko frwrd karden plz dont break the chain
-=(S.D)=-
RASOOLULLAH (S.A.W)NE FARMAYA
JO AURAT DUNIYA SE IS HAAL ME CHALI JAAE KE USKA SHAUHAR US SE RAAZI THA,TO WO JANNAT ME DAAKHIL HOGI
bahawala>TIRMIZI 1161
-=(S.D)=-
Pyare AAQA Sallallaho Alaihi Wasallam Ne Farmaya:

"Namaz Ba-Jamat Padhna,
Tanha Padhne Se 27 Darje Afzal He"

>Faizane Sunnat
-=(S.D)=-
HADEES:JISNE EK WAQT KI NAMAZ JAN BOOJH KAR CHOD DI USKA NAM JAHANNAM K DARWAZE PAR LIKH DIYA JATA HAI
(ABU NAEEM)
-=(S.D)=-
HUZOOR S.A.W. NE FARMAYA:
JHOOT BOLNE KI AADAT AADMI KO BURAAI KE RAASTE PAR DAAL DETI HAI.
(MUSLIM:6639)
-=(S.D)=-
RASULALLAH (S.A.W.) Ne farmaya ki tumhari koi ek farz NAMAZ chhut gai ho
or
Tumhe 20 Saal Bad bhi yad aaye to use zaroor padho
(BUKHARI SHAREEF)
-=(S.D)=-
RASOOLULLAH S.A.W. NE FARMAYA:
HARGIZ SHARAAB NAA PEENA, IS LIYE KE SHARAAB TAMAAM BURAAYION KI JAD HAI.
(MUSNAD-E-AHMAD : 21570)
-=(S.D)=-
ALLAH ke RASOOL ne farmaya Rehmat ho us bande par jo Bechne, khareedne aur apna haq wasool karne mein narmi ikhtiyar kare

(BUKHARI) Had.2076
-=(S.D)=-